HeDezines 18
Mehndi Art
E-cards
Wallpapers
By Tabassum Javaid
Elegant Wishes
Poetic Wishes
Naughty Wishes
Decorative Wishes
Eid aee hai khushiyon ka gehvara ban kar Kaheen ur na jana gas ka gubara ban kar
Eid aee hai savaiyaan paki hain Tum na rona tumharay liey bhi rakhi hain!
Eid rang lati hai chand nikal anay kay baad Kon yaad karta hai fail ho janay kay baad!
Cheese is cheese Butter is butter If you forget me You fell in gutter
Dont forget me on this Eid day!
Eid kay mubarak lamhat mein muhabbat o khaloos Aur aisar ke sada bahar gulab kabool farmayeen.
Aik chirya do danay Eid ke din ana kisi bahanay :D
Meri tarf se dili Eid mubarak qabool ho
Rabb-ul-izzat ke hazoor duago hain Keh yeh eid aap keliey haqeeqi khushiyon Aur musarraton ka pegam laey
EiD Eid Naa Ker Eid Tuu Aaa Hi Jaaay Giii Pehlay ROzzay Tu Rakh Aqaal Thikanay Aaa Jaay Giii
Eid aii hay zamanay main kia tuhfa doon jee tu chahta hay plastic ka lota doon.
AAm k rass ko juice kehtay hain jo eid card na day usay kanjoos kehtay hain
Kitchen main kitchen main aatta EID welcome Ramza tata....
Ankh Mater Naak Timater Ungliyan Tumhari Bhindi Tum Meri dOSt ho Ya Pori SAbZI mandi:D
E id ke savaiyaan itni na khana
Khatay khatay football na ban jana
Eid aaee hai zamaanay mein [koi] gir parra ghusal khaanay mein
Hath mein angoothi moo mein paan Eid card kholnay walay ko humara salam
A say mera naam S say tera naam card kholnay se pehlay mera salaam
Dabbay mei dabba dabbbay mei cake
Meri saheli lakhon mei aik
Photoshop's Pen Tool Part 2 Easy Photo Frames
Submit a new Wallpaper
Page 19: Eid Greeting Messages
SUBMIT your Portfolio or Article